Quraan Ek Aise Kitab Hai jisme Allah ne
Har Mushkilat ka Hal Har Bimari ki Shifaa
Aur Har Tarah ki Preshan se Bachne Ka Tareeqa
Moujood Hai
Bas Quraan Ko Samajhkar Amal Karne ki
Zaroorat Hai Aapki Har Mushkil
Door hojaegi
Ye Wo Kalaam hai jisko Sahaba e kiram
Ne Apni Zindagi ka Mayaar Banaya
Aur Isi Par Amal Karte hai
Akhri Sans Tak
To Aaiye hum bhi Dekhte hain
Hamari is mushkil ka Hal
kya hai Quraan Me
Ye bhi Padhen ↓ ↓ ↓ ↓ ↓
Ladka-Paida-Hone-Ka-Amal
Ghayab-Ho-Gaye-Shakhs-Ko-Wapas-Bulane-Ka-Amal
Haalate-Haiz-Me-Aurat-Achhoot-Samajhna
Miya Bivi Me Mohabbat Paida
Karne Ka Amal
Agar kisi Wajah se Miya Biwi me Narazgi Paida Hojaye
To Dono Mese Koi Ek Ya Jo Bhi
In Dono Ki Sulah Aur Aapsi Mohabbat Chahta Ho Wo Lagatar
5 Din Tak Kisi Bhi Meethi Cheez Maslan,Chaye,Sharbat Koi Mithaayi Ho Uspar 11-11 Mataba
Durood-e-Paak Shuru Aur
Akhir Me Padhen Aur Uske Baad
20 Martaba
یا ودودُ
"Ya Wadoodu"
Ko Padhkar Dam Karen Aur Dono Ko Pilaya Jaye
5 Din Ke Andar Insha Allah
Sulah Wa Mohabbat Dobarah ho Jayegi
Aur Ladayi Jhagra Band Ho Jayega
Ye bhi Padhen ↓ ↓ ↓ ↓ ↓
Nabiyon Ka Bayaan
Dini Knowledge
Ruhaani Ilaaj Quran Se
Yaad Rahe Koi Bhi Amal Karen
Allah ki Zaat par Pukhta bhrosa Rakhen
Wahi Sabkuchh Karne Waala hai
Kisi Aur ki Koi majaal Nahi jo
Uske Hukm K bina kuchh Karen
To Amal Karte Waqt Allah ki Zaat Par Poora bhrosa Rakhen Allah Apas me
Mohabbaten
Ataa Farmaye Aameen

No comments:
Post a Comment